Tips For Lead Guitar


The first thing, There are many ways of holding a Pick But jis tarhan mein Hold karta hun that is Pick ko thora sa Forward (Agey) ki taraf Bend kar k Is se Shred karna easy ho jata hai. Number 2, Practice a Basic scale Mein ne ekk normal sa scale youtube par he dekha tha jo boaht easy aur acha tha practic k leye Woh Scale yeh Tha:

E|----5---------------8-----------------------
A|----5----------7-----------------------
D|----5----------7-----------------------
G|----5----------7-----------------------
B|----5----------7-----------------------
e|----5---------------8-----------------------

Note: remember small e Small string hai yeh Top wali strings se sclae start ho rha hai.

is scale ki khass baat yeh hai k is mein Blues b cover ho jata hai agar second last string par Thora sa scale change karein to Woh Blues Scale ban jata hai almost saray Scales is mein a jatay hain.
3rd Thing, Listening ability, Jitna acha app Music Listener ho utna acha paly karo ge har Guitar ki drum ki beat par Ghoor karo Aur us ko zehen mein rakh lo aur Play karne ki koshish karo. In Short, Bus Practice hearing ability and The scale jo uper mein ne dia hai.

No comments:

Post a Comment

 

News

.

Blogroll

About